Type Here to Get Search Results !

Parveen Shakir Poetry / परवीन शाकिर की ग़ज़ल

 Parveen Shakir Shayari, Best Ghazals, 


 Parveen-Shakir-Shayari-Best-Ghazals,

Kaanp Uthti Hun Main Ye Soch Ke

अक़्स-ए-ख़ुशबू हूँ, बिखरने से न रोके कोई
और बिखर जाऊँ तो, मुझ को न समेटे कोई

काँप उठती हूँ मैं सोच कर तन्हाई में
मेरे चेहरे पर तेरा नाम न पढ़ ले कोई

जिस तरह ख़्वाब हो गए मेरे रेज़ा-रेज़ा
इस तरह से, कभी टूट कर, बिखरे कोई

अब तो इस राह से वो शख़्स गुज़रता भी नहीं
अब किस उम्मीद पे दरवाज़े से झाँके कोई

कोई आहट, कोई आवाज़, कोई छाप नहीं
दिल की गलियाँ बड़ी सुनसान है आए कोई
manoj
Aks-e khushbu Hun Bikharne Se Na Roke Koi,
Aur Bikhar Jaaun Toh Mujh Ko Na Samete Koi.
Kaanp Uthti Hun Main Ye Soch Ke Tanhai Mein,
Mere Chehre Pe Tera Naam Na Padh Le Koi.
Jis Tarah Mere Khwaab Ho Gaye Raiza Raiza,
Uss Tarah Se Na Toot Ke Bikhre Koi.
Main Toh Uss Din Se Hiraasaan Hun Ki Jab Hukum Mile,
khushk phoolon ko kitaabon mein na rakhe koi.
Ab Toh Iss Raah Se Woh Shakhs Guzrta Bhi Nahi,
ab kis umeed pe darwaaze se jhaanke koi.
Koi Aahat, koi Aawaaz..Koi Chaap Nahi,
Dil Ki Galiyan Badi Sunsaan Hain Aaye Koi. 

परवीन शाकिर की ग़ज़ल 



Aadat Hi Bana Li Hai Is Shahar Ke Logon Ne

आदत ही बना ली है इस शहर के लोगो ने,
अंदाज़ बदल लेना, आवाज़ बदल लेना. 
दुनिया की मोहब्बत में एतबार बदल लेना,
मौसम जो नए आये रफ़्तार बदल लेना.

Aadat Hi Bana Li Hai Is Shahar Ke Logon Ne
Andaaz Badal Lena, Awaaz Badal Lena

Duniya Ki Muhabbat Main Atwaar Badal Lena
Mausam Jo Naye Aaye Raftaar Badal Lena

Aghyaar Wohi Rakhna Aehbaab Badal Lena
Aadat Hi Bana Li Hai Es Shehar Ke Logon Ne

Rasty Main Agar Milna Nazron Ko Jhooka Lena
Awaaz Agar Do To Katra Ke Nikal Jana
Har Ek Say Juda Rehna Har Ek Say Khafa Rehna Har Ek Ka Gila Karna

Jaty Hoye Raahi Ko Manzil Ka Pata Day Kar Rasty Main Rula Dena..


Nazm in roman for those unable to read in Hindi  Poetry,  Parveen Shakir is based on the Poetry of very famous poet, 


Top Post Ad